Dil mein hai betabiyaan neend udne lagi
Tere khayaalon se hi aankh judne lagi
Kya hai yeh kyun hai yeh kya khabar
Haan magar jo bhi hai, bada acha lagta hai
Tum se milna baatein karna
Bada acha lagta hai
Tum se milna baatein karna
Bada acha lagta hai
Behke behke mere din
Mehki mehki meri shaam
Kore aanchal pe sada
Main toh likhun tera naam
Main toh likhun tera naam
Tumhaari har ada tumhaari har nazar
Yeh kya kahane lagi tumhe hai kya khabar
Is kadar pyaar hai tumse ae humsafar
Ab toh jeete hai hum bas tumhein dekhkar
Saanson mein basne laga
Jabse tu oh jaan-e-jaan
Apna sa lagne laga
Mujhko yeh saara jahaan
Mehka mehka lagta mujhko
Khushiyon se dil ka nagar
Kya hai yeh kyun hai yeh
Kya khabar haan magar jo bhi hai
Bada acha lagta hai
Is kadar pyaar hai
Bada acha lagta hai
Is kadar pyaar hai
Bada acha lagta hai