Aur Pyaar Karna Hai

Verified Lyrics

Aur Pyaar Karna Hai

by Guru Randhawa

Released: March 2021 • 2 Views

Abhi tumhein aur humein Aur pyaar karna hai Abhi tumhein aur humein Beshumaar karna hai Jab talak jahaan se Bichhadna hai Abhi tumhein aur humein Aur pyaar karna hai Abhi tumhein aur humein Beshumaar karna hai Abhi humein muddaton Dil'on ki baat karni hai Abhi bahut si baarishein Saath guzarni hai Woh kabhi bhi koyi ashq jo teri Aankh bhigana chahega Tujhse pehle in aankhon mein Aake woh ruk jayega Aake woh ruk jayega Abhi tumhein aur humein Yeh ikraar karna hai Abhi tumhein aur humein Aur pyaar karna hai Kayi khwahishon ko poora karna hai Kayi dhoop chhanv se guzarana hai Khushgawar khwaabon ko in haseen Palkon mein utarna hai Hum tere hi sang chalenge har kadam Jab talak ki saanson ka chalna hai Abhi tumhein aur humein Aur pyaar karna hai Abhi tumhein aur humein Aur pyaar karna hai